Azmale Ye Formulae Lyrics

Azmale Ye Formulae Lyrics


Boy: La La La La La La La La La

La La La La La La La La La...

Azmale Ye Formule

Ishq Wishq Ke, Dil Wil Ke

Azmale Ye Formule

Ishq Wishq Ke, Dil Wil Ke

Nazuk Nakharein, Aur Adayein

Kuch To Hain, Kuch Hum Sikhlayein

Sunoo...

Teen Daffa Jab Puche Naam

Aah Bhari Aur Bol Diya

Yoon Batlaana Jaise

Tumne Koi Khazaana Khol Diya

Azmale Ye Formule

Ishq Wishq Ke, Dil Wil Ke

Nazuk Nakharein, Aur Adayein

Kuch To Hain, Kuch Hum Sikhlayein

Sunoo...

Aao, Teen Daffa Jab Puche Naam

Aah Bhari Aur Bol Diya

Yoon Batlaana Jaise

Tumne Koi Khazaana Khol Diya

Azmale Ye Formule...

Abh Is Ke Baad, Step No. 2

Maan Lo, Saaj Ka Waqt

Main Aur Tu

Aankon Aankon Se

Choo Na Aankhein

Neechi Nazar Ka Halla

Pallu Se Usko Baandh Lo

Chu Chabiyoon Ka Challa

Aankon Aankon Se

Choo Na Aankhein

Neechi Nazar Ka Halla

Pallu Se Usko Baandh Lo

Chu Chabiyoon Ka Challa

Le Te Le Te Uska Naam

Koi Galti Kar Jaana Tum

Daaton Mein Phir Jeeb Dabaa Ke

Der Talak Ghabraana Tum

Azmale Ye Formule

Hey, Ishq Wishq Ke, Dil Wil Ke...

Girl: Are, Bas Bhi Karo

Haath Jodti Hoon

Boy: Haath Se Chuay

To Haath Hata Le Na

Magar Zor Se Hasna Nahin

Muskura Dena Magar

Baat Ho, Lab Na Hiley

Aur Zubaan Bhi Na Hiley

Haan, Isharey Hoon

Magar Haan Bhi Nahin

Na Bhi Nahin

Aag Lag Jaaye

Magar Saamne Dhuan Bhi Nahin

Itna Mushkil Bhi Nahin

Aur Ye Aasan Bhi Nahin

Nahin Nahin Nahin

Itna Mushkil Bhi Nahin

Aur Ye Aasan Nahin

Itna Mushkil

Chorus: Bhi Nahin

Boy: Itna Mushkil

Chorus: Bhi Nahin

Boy: Itna Mushkil Bhi Nahin

Aur Ye Aasan Bhi Nahin

Nahin Nahin Nahin

Girl: Okay, Nahin Nahin Nahin

Magar Aagay Kya

Boy: Ye Ishq, Ishq Hai, Ishq Ishq

Ye Ishq, Ishq Hai Ishq

Chorus: Ye Ishq, Ishq Hai, Ishq Ishq

Ye Ishq, Ishq Hai Ishq

Ye Ishq, Ishq Hai, Ishq Ishq

Ye Ishq, Ishq Hai Ishq

Boy: Angoothi Pehnayee To

Chorus: Ishq, Ishq Hai, Ishq Ishq

Boy: Tup Se

Cup Mein Girney Do

Chorus: Ishq, Ishq Hai, Ishq Ishq

Boy: Angoothi Pehnayee To

Tap Se

Cup Mein Girney Do

Dekho Kya Karta Hai Woh

Hona Hai Jo, Hone Do

Azmale Ye Formule

Hey, Ishq Wishq Ke, Dil Wil Ke

Nazuk Nakharein, Aur Adayein

Kuch To Hain, Kuch Hum Sikhlayein

Sunoo...

Chorus: La La La La La La La

La La La La La La La

Boy: Azmale Ye Formule

Ishq Wishq Ke, Dil Wil Ke

Chorus: Laye Laye La ..6

Comments