Chidiya Tu Hoti To Lyrics

Chidiya Tu Hoti To Lyrics


Chidiya Tu Hoti Toh, Maina Tu Hoti Toh

Pinjre Mein Rakh Leta, Udne Naa Main Deta

Ladki Hai Par Tu Haaye Main Kya Karu

Chidiya Tu Hoti Toh, Maina Tu Hoti Toh

Ladki Hai Par Tu Haaye Main Kya Karu

Seene Se Laga Le, Aankhon Mein Bitha Le, Dil Mein Chhupa Le Raja

Chal Mujhe Ghar Le, Chal Bandh Kar Le Darwaaja

Seene Se Laga Le, Aankhon Mein Bitha Le, Dil Mein Chhupa Le Raja

Chal Mujhe Ghar Le, Chal Bandh Kar Le Darwaaja

Aaja Kudiye Aaja, Ja Ja Mundiya Ja Ja

Chidiya Tu Hoti Toh, Maina Tu Hoti Toh

Ladki Hai Par Too Haaye Main Kya Karu

Main Kya Karu Main Kya Karu

Abhi Tha Yeh Dil Yahan, Abhi Kahan Chala Gaya, Kaho

Tera Dil Chala Gaya, Maine Use Chura Liya

Abhi Tha Yeh Dil Yahan, Abhi Kahan Chala Gaya, Kaho

Tera Dil Chala Gaya, Maine Use Chura Liya

Teri Chori Pakadi Gayi, Aaj Tu Jaakadi Gayi

Teri Chori Pakadi Gayi, Aaj Tu Jaakadi Gayi

Chhodunga Main Naa Abb Tujhe

Aaja Kudiye Aaja, Ja Ja Mundiya Ja Ja

Chidiya Main Hoti Toh, Maina Main Hoti Toh

Pinjre Mein Rakh Leta, Udne Naa Main Deta

Ladki Hoon Par Main Haaye Main Kya Karu, Main Kya Karu

Tere Jaisa Ladka Ho, Mere Jaisi Ladki Ho, Kaho

Tere Jaisi Ladki Ho, Mere Jaisa Ladka Ho

Aisa Ho Toh Haaye Haaye Kuchh Bhi Ho Jaaye O Ho

Kuchh Kuchh Mil Jaaye, Kuchh Kuchh Kho Jaaye

Neend Naa Aaye Raaton Mein, Aag Lage Barsaato Mein

Khil Jaaye Mil Jaaye Dil, Do Chaar Mulaakaato Mein

Paagal Ho Jaaye Pyaar Mein

Ja Ja, Mundiya Ja Ja

Ja Ja, Mundiya Ja Ja

Chidiya Tu Hoti Toh, Maina Tu Hoti Toh

Pinjre Mein Rakh Leta, Udne Naa Main Deta

Ladki Hai Par Tu Haaye Main Kya Karu

Chidiya Tu Hoti Toh, Maina Tu Hoti Toh

Ladki Hai Par Tu Haaye Main Kya Karu

Main Kya Karu

Chidiya Main Hoti Toh, Maina Main Hoti Toh

Ladki Hoon Par Main Haaye Main Kya Karu, Main Kya Karu

Comments