Dekhte Dekhte Lyrics

Dekhte Dekhte Lyrics


Dekhte Dekhte Hum Kahan Kho Gaye

Jaan-E-Man Ishq Mein Kya Se Kya Ho Gaye

Dekhte Dekhte Hum Kahan Kho Gaye

Jaan-E-Man Ishq Mein Kya Se Kya Ho Gaye

Chaahaton Ke Safar Mein Pata Na Chala

Chaahaton Ke Safar Mein Pata Na Chala

Manzilein Thi Yahan Raaste Kho Gaye

Dekhte Dekhte Hum Kahan Kho Gaye

Jaan-E-Man Ishq Mein Kya Se Kya Ho Gaye

Chaahaton Ke Safar Mein Pata Na Chala

Chaahaton Ke Safar Mein Pata Na Chala

Manzilein Thi Yahan Raaste Kho Gaye

Dekhte Dekhte Hum Kahan Kho Gaye

Oh Thandi Thandi Hawaon Mein Koi

Ho Garm Shola Pirone Laga Hai

Pyaar Ki Barf Se Jism-O-Jaan Ko Bhigone Laga Hai

Do Dilon Ke Ehsaas Ka Yeh To Mausam Hai Pyaas Ka

Sochte Sochte Hum Kahan Kho Gaye

Jaan-E-Man Ishq Mein Kya Se Kya Ho Gaye

Chaahaton Ke Safar Mein Pata Na Chala

Chaahaton Ke Safar Mein Pata Na Chala

Manzilein Thi Yahan Raaste Kho Gaye

Dekhte Dekhte Hum Kahan Kho Gaye

Ho Tune Chaaha Humein Jaan-E-Jaana

Yeh To Deewangi Ka Sila Hai

Lag Raha Kyon Hamein Aaj Humko Zamaana Mila Hai

Aisi Baatein Karte Raho Youn Hi Humpe Marte Raho

Humsafar Humsafar Hum Kahan Aa Gaye

Jaan-E-Man Ishq Mein Kya Se Kya Ho Gaye

Chaahaton Ke Safar Mein Pata Na Chala

Chaahaton Ke Safar Mein Pata Na Chala

Manzilein Thi Yahan Raaste Kho Gaye

Dekhte Dekhte Hum Kahan Kho Gaye

Jaan-E-Man Ishq Mein Kya Se Kya Ho Gaye

Chaahaton Ke Safar Mein Pata Na Chala

Chaahaton Ke Safar Mein Pata Na Chala

Manzilein Thi Yahan Raaste Kho Gaye

Manzilein Thi Yahan Raaste Kho Gaye

Comments