Tak Jhoom Lyrics

Tak Jhoom Lyrics


Tak Jhoom….

Phulo Ne Chhua Mujhe Kuch Naa Huaa

Kanto Ne Chhua Mujhe Kuch Naa Huaa

Par Tu Ne Chhua Jab Yaar Main Hone Lagi Bekarar

Main Hone Lagi Bekarar

Tak Jhoom….

Jhilo Ne Chhua Mujhe Kuch Naa Huaa

Maujo Ne Chhua Mujhe Kuch Naa Huaa

Par Tu Ne Chhua Jab Yaar Main Hone Laga Bekarar

Main Hone Laga Bekarar

Bewajha Mujhe Chain Aane Laga

Kya Huya Pata Dard Jane Laga

Khusbu Tar Hawa Gungunane Lagi

Bekhudi Koi Mujh Pe Chhane Lagi

Yeh Kaisa Jadu Hai Dil Dhadaka Pahali Bar

Jhoko Ne Chhua Mujhe Kuch Naa Huaa

Bhawaro Ne Chhua Mujhe Kuch Naa Huaa

Par Tu Ne Chhua Jab Yaar

Main Hone Lagi Bekarar

Main Hone Lagi Bekarar

Pyar Se Nayi Kya Nayi Bat Hai

Din Mein Lag Raha Ke Hansi Rat Hai

Aur Kuch Nahi Hai Nasha Pyaar Ka

Aa Raha Hume Ab Maja Pyaar Ka

Kyu Aisi Halat Hai Naa Khud Pe Ikhatiyar

Pedo Ne Chhua Mujhe Kuch Naa Huaa

Patto Ne Chhua Mujhe Kuch Naa Huaa

Par Tu Ne Chhua Jab Yaar Main Hone Laga Bekarar

Main Hone Lagi Bekarar Main Hone Laga Bekarar

Main Hone Lagi Bekara

Tak Jhoom….

Comments