Yeh Man Mera Lyrics

Yeh Man Mera Lyrics


Ho Yeh Mann Mera Bada Hi Chaliyan

Maaf Karo Brijbasiya Maaf Karo Brijbasiya

Ho Yeh Mann Mera Bada Hi Chaliyan

Maaf Karo Brijbasiya Maaf Karo Brijbasiya

Radhaji Ke Mann Mein Base Hum

Mann Mein Base Hum Haan Dhan Mein Base Hum

Aisa Karo Kuch Rasiya Maaf Karo Brijbasiya

Radha Bhi Yehi Meera Bhi Yehi

Inhein Chodke Tu Jaana Na Kahin

Radha Bhi Yehi Meera Bhi Yehi

Inhein Chodke Tu Jaana Na Kahin

Maaf Karo Brijbasiya Maaf Karo Brijbasiya

Kitni Mohini Murat Teri

Dekho Har Ghadi Bas Tujhko

Kitni Suhani Surat Teri

Bhaye Ab Yehi Bas Mujhko

Tere Is Dar Pe Aaye Hai Sawaali

Bharosa Hamein Hai Na Jaayenge Khali

Daya Ab Karo

Yeh Jholi To Bharo

Tumhara Sahara Bhawar Mein Kinara

Ho Sab Kehte Tum Antaryaami

Padlo Jiya Ki Baatiyan

Aisa Karo Kuch Rasiyan

Hey Radha Bhi Yehi Meera Bhi Yehi

Inhein Chodke Tu Jaana Na Kahin

Hey Radha Bhi Yehi Meera Bhi Yehi

Inhein Chodke Tu Jaana Na Kahin

Radha Radha Tere Pyaar Mein Main Ho Gaya Hoon Aadha

Hum Apni Aankhon Mein Tera Hi Roop Basaye Re

Mudke Dekh Hamein Khade Hai Tere Daayein Baayein Re

Hum Dil Ke Rogi Re

Hum Dil Ke Rogi Re Koi Na Jaane

Hum Deewane Prem Ke Jogi Re

Na Yeh Ghar Chod Ke Jaayenge

Na Jaayenge

Na Yeh Ghar Chod Ke Jaayenge

Kaate Kate Na Aab To Aakle

Birha Ke Sooni Ratiya

Kuch To Karo Brijbasiya

Radha Bhi Yahi Meera Bhi Yahi

Inhein Chodke Tu Jaana Na Kahin

Radha Bhi Yahi Meera Bhi Yahi

Inhein Chodke Tu Jaana Na Kahin

Ho Yeh Maan Mera Bada Hi Chaliyan

Maaf Karo Brijbasiya Maaf Karo Brijbasiya

Maaf Karo Brijbasiya Maaf Karo Brijbasiya

Comments